RSS  |  Favorite 
Home  |  Artist  |  Album  |  Lyrics  |  Add Or Correct Lyrics  |  Forum
Suno ke main hoon jawaan
Khula hai saara asmaan
Andar kadakti bijli
Par hai nazara darmiyan
Suno ke main hon jawaan

Sadak pe nikle
Lagey nahi zindagi seedhi
Jo nahi paaya
Woh hai kahaan

Tum kahaan
Hum kahaan
Paani hai zindagi jahaan

Suno ke main hoon jawaan
Khula hai saara asmaan
Andar kadakti bijli
Par hai nazara darmiyan
Suno ke main hon jawaan

Jhootay jo log hain
Un ki baatain ab nahi hum maaney
Jo nahi paaya
Woh hai kahaan

Tum kahaan
Hum kahaan
Paani hai zindagi jahaan

Suno ke main hoon jawaan
Khula hai saara asmaan
Andar kadakti bijli
Par hai nazara darmiyan
Suno ke main hon jawaan
Khula hai saara asmaan
Andar kadakti bijli
Par hai nazara darmiyan
Suno ke main hon jawaan

Tum kahaan
Hum kahaan
Paani hai zindagi jahaan

Suno ke main hoon jawaan
Khula hai saara asmaan
Andar kadakti bijli
Par hai nazara darmiyan
Suno ke main hon jawaan
Khula hai saara asmaan
Andar kadakti bijli
Par hai nazara darmiyan
Suno ke main hon jawaan

Ohh woah
Andar kadakti bijli
Par hai nazara darmiyan
Meri jaan
search Noori - Suno Ke Main Hoon Jawan Lyrics @ Google
search Noori - Suno Ke Main Hoon Jawan Lyrics @ MSN
search Noori - Suno Ke Main Hoon Jawan Lyrics @ Yahoo
search Noori - Suno Ke Main Hoon Jawan Lyrics @ AOL